I Best TikTok Followers Free 10,000 Tips

21
I-Best-TikTok-Followers-Free-10000-Tips
I-Best-TikTok-Followers-Free-10000-Tips
Ad

Hello friends aaj ke is article Mein Ham aap ko TikTok aur snake video ke follower increase Karne Ka Tarika batane Wale Hain kon se vo method Hain jin ko use kar ke bade bade TikTokers TikTok aur Facebook short YouTube short in Sabhi platform per viral ho rahe hain Aakhir Mein yah sab Kuch chal kya raha hai yah log kon se tips and tricks use Mein late Hain yah Sabhi tips and tricks aaj ke is article Mein detail ke sath samjhaie jayengi isliye is article ko end Tak lazmi Read Karen Shukriya

I Best TikTok Followers Free 10,000 Tips
I Best TikTok Followers Free 10,000 Tips

Table of Contents

Ad

TikTok Follower Lene Ki Secret Tips

so friend aap ne thoda sa dimag use karna hai Jab Bhi aap TikTok ya FIR Snack video ke liye video create Karne Lagain to Yahan per aap ne karna ye he ke ek video ko banane ke liye 3 pictures banaa le un pictures per shayari Likhen aapko pata ho ga

Shayari ki ek Punch line hoti hai us Punch line ko aap ne and wali picture Mein use karna hota hai pahle 2 picture aap ne 10 10 second time Laga Ke set kar deni hai matlab 20 second Mein Do picture chal jaenge Teesri picture aap ne 3 second ya FIR us se bhi kam time Laga kar  third number per set kar deni hai

 Aise Mein Hoga ye Ke Jo us video ko dekh raha hai wo pahle ye do line padh Lega Jab Ke uski punch line padhne ki Bari Aaegi to video khatm ho jayegi Uske bad us punch line ko padhne ke liye us video ko dubara full watch Karega To Aise cas main tiktok ya FIR snack video wale ye sochte Hain Ke is video mein Kuch To Hai Jiski vajah se ye video baar baar Dekhi ja rahi hai To Aisi performance Dekh Kar TikTok  aur snake video Hamari video ko viral kar dete Hain

Jab Hamari video viral Ho Jaati Hai To wahan se follower bahut sare aapko Mil Jate Hain agar AAP YouTube shorts Ki Baat karen to vahan per Bhi YouTube short ka algorithm ISI Tarah Se Kam karta hai aise hi Facebook Reels Facebook shots Instagram Reel ya FIR Kisi bhi short video platform ke upar ye wala algorithm work karta hai

Aap Hamare Kehne par Aaj Se Hi Is Tarah Ki Videos banana Shuru kar den to Ek Month lagatar videos upload karte jaen aur ek mahine ke Baad aap Humse Rabta kar sakte hain Kyunki Ham aapko bataenge ke aisi kon si galtian Hain Jo aap Karte Rahe Hain Jiski vajah se aap ek mahine ke andar andar viral Nahin ho sake Hamara number chahie to aap ko YouTube channel Waseem Tech1 Se Mil jaega

TikTok Ke Followers increase Kis Tarah Se Karen Secret Tips Number 2

aap ko pata hai Aksar ap ne Dekha Hoga TikTok aur snake video platform mein aapko Kuch videos Is Tarah Ki milati Hain Jinka aapko Pata bhi nahin chalta ki vo khatm ho gai hai ya FIR abhi chal rahi hai To Aise Mein vo log krte Kya Hai

Ki koi Is Tarah Ki Videos Banakar Ham Tak Lai Jaati Hai jis ko ham Soch Bhi Nahin Sakte ki vo khatm ho chuki hai ya FIR Nahin Jaise hi wo shuru Hoti Hai wo Uska ending point bhi Hota Hai to Yahan per bhi Yahi science Lagaye ja rahi hai ki aap video to Bar Bar Dekhen aur platform aapko boost dilay

Download GTA 5 For Android Full Apk Free No Survey By Waseem Tech1

I Best TikTok Followers Free 10,000 Tips

 ISI Tarah Se agar aap abhi kam Karte Hain To aap Inshallah Jarur famous Ban sakte hain Yad rakhen agar aap Kisi Ka content Apne profile mein use Karenge to log aapko kam janenge Jiska content aap apni profile mein use karte ho uski pahchan Jyada milegi Kyunki Ham Nahin Chahte ki Hamare mehnat ka fayda Koi Aur uthay 

is se bachne ke liye aap Aisa Karen ke apni face value banaen face value banane ke liye aapko bahut der Tak practis karna bhi jaruri hai ki aap Kis Tarah Se tiktok or snake video YouTube ke upar performance kar Payenge

Aise he aap apni practice ko Jyada Se Jyada Karen is se Hoga ye ki aapki apni Ek face value Hogi aap apni user ko jo Kuch Bhi kahoge

Aap Ka user aapke liye Jaan dene ke liye bhi taiyar Hoga Kyunki aap ne user ko apni Shakal se Vakif Karva diya hai agar aap Kisi Aur ki videos ko Laga Laga kar Tik Tok par followers increase kar loge to aise Followers ka koi Fayda Nahin hoga

 Kyunki Jab aapke Tiktok follower aapki videos Ko Nahin Dekhenge ke Jin Logon Ne aapko follow Kiya Hai wo hi aapki videos Ko Nahin Dekhte is vajah se aapke profile ko down Bhi Kiya jata hai

TikTok followers badhane ke kuchh tips hain

  • Regularly Post Kare: Apne TikTok account par niyamit roop se video upload karein. Isse aapke followers aapke content se connect karne mein jyada interested honge.
  • High-Quality Video Banaye: Aapki video ki quality achi honi chahiye taki log aapki videos ko dekhna pasand karein. Video ke lighting, camera angle, aur sound quality ka dhyan rakhein.
  • Trending Topics Par Video Banaye: Trending topics par video banane se aapke video ko zyada reach milegi aur log aapko jyada follow karenge.
  • Hashtags Ka Use Karein: Video ke saath sahi hashtags ka use karein. Isse log aapke video ko jaldi dhoondh sakte hain aur aapke account ko follow kar sakte hain.
  • Dusre TikToker Ke Sath Collaborate Karein: Dusre popular TikToker ke sath collaboration karke apne followers ko badha sakte hain.
  • Apne Followers Ko Engage Karein: Apne followers se interact karein aur unke comments ka reply karein. Isse unhe aap se connect hone mein zyada maza aayega.
  • Video Ki Length Ka Dhyan Rakhein: Video ki length ko short rakhein, jisse log jaldi se dekh sakein aur aapko follow kar sakein.
  • Aapke Content Par Focus Karein: Aapko apne niche par focus karna chahiye aur content create karna chahiye jisme aap acche hai. Isse log aapko jyada follow karenge.
  • Social Media Platforms Par Apne TikTok Account Ko Promote Karein: Apne TikTok account ko Facebook, Instagram, Twitter aur dusre social media platforms par promote karein.
  • Challenges Ko Join Karein: TikTok ke challenges ko join karein aur apne followers ko bhi challenges ke liye invite karein. Isse aap ke account par zyada engagement milega.
  • Apne Profile Ko Accha Banayein: Apne TikTok profile ko accha banayein aur apne bio mein apne skills aur niche ke baare mein likhein.

Last Word

Aaj Ke is article Mein Bus Itna Hi Agar ab bhi ap ka koi question hai TikTok follower increase karne se related to niche comment Karen Ham aap ka reply lazmi Karenge so I hope you like this my article thank you

Zyada TikTok followers pane ke liye kuch Best TikTok Followers Tips niche diye gaye hain

High Quality Content: TikTok par high-quality content post karna bahut important hai. Aapko apne niche se related creative aur engaging videos banane chahiye, jisse log aapko follow karna pasand karein.
Consistency: Regularly post karna bhi followers gain karne ka ek accha tarika hai. Isse aapke followers aapke content ke liye excited rahenge aur aapki profile par engagement bhi badhega.
Trending Topics Par Videos Banayein: TikTok par trending topics par videos banana aapke followers badhane mein madad karta hai. Isse aapke videos zyada audience tak pahunchenge aur aapko zyada followers milenge.
Hashtags Ka Use Karein: Aapko apne videos ke liye relevant hashtags ka use karna chahiye. Isse aapke videos ko log zyada search karte hain aur aapke account par zyada followers aate hain.
Dusre TikTok Users Ke Sath Collaborate Karein: Dusre popular TikTok users ke sath collaboration karna bhi aapke followers badhane mein help karta hai. Isse aapke videos zyada logo tak pahunchenge aur aapko zyada followers milenge.
Interact With Your Followers: Apne followers ke sath interact karna bhi bahut important hai. Isse aap unke loyalty gain kar sakte hain aur aapko zyada followers mil sakte hain.
Apne TikTok Account Ko Dusre Social Media Platforms Par Promote Karein: Apne TikTok account ko Facebook, Instagram, Twitter aur dusre social media platforms par promote karein. Isse aapko zyada followers mil sakte hain.

TikTok kya hai aur yeh kaise kaam karta hai?

TikTok aik social media platform hai jahan istemal karne walay chotay chotay videos banate hain aur dosron kay sath share karte hain. TikTok istemal karne kay liye, aap ko pehle apnay phone par TikTok app download karna hoga aur apna account banane ki zaroorat hogi. Jab aap aik account bana lain, to aap platform par videos ko browse karne ya khud kay videos record karne aur edit karne se shuruwat kar sakte hain. TikTok algorithm istemal karta hai jo users kay interests aur pehlay kay dekhe gaye videos kay hisaab se unko suggested videos deta hai.

TikTok par ziyada views aur followers kaise hasil kiye ja saktay hain?

TikTok par ziyada views aur followers hasil karne kay liye, aap ko engaging content bananay ki zaroorat hai jo aap kay target audience kay sath resonates kare. Aap popular hashtags ka istemal bhi kar saktay hain aur challenges main hissa lay kar apni visibility ko increase kar saktay hain. Consistency bhi bohat ahem hai, to jitna hosakay regular basis par videos post karnay aur followers kay sath interaction karnay ki koshish karein.

Kya main apnay TikTok account ko monetize kar sakta hoon?

Jee haan, aap apnay TikTok account ko monetize kar saktay hain agar aap kuch khaas criteria ko pura karte hain. TikTok Creator Fund kay liye eligible honay kay liye, aap kay paas kam az kam 100,000 followers honay chahiyen aur aap kay videos ko last 30 days main kam az kam 100,000 views milnay chahiyen. Jab aap Creator Fund kay hissaydar ban jatay hain, to aap apnay videos kay views kay hisab se paisay kama saktay hain.

Kya TikTok bachon kay liye safe hai?

TikTok bachon kay liye safety measures ki wajah se criticize kiya gaya hai. Lekin, TikTok kay pass kuch safety features hain jin ko parents apnay bachon ko protect karne kay liye istemal kar saktay hain. Parents “family pairing feature” ko set up kar saktay hain jo unko apnay bachon kay account ko control karne aur unki screen time ko limit karne ki ijazat deti hai. TikTok kay pass “restricted mode” bhi hai jo inappropriate content ko filter out karta hai.

Kya main apna TikTok account delete kar sakta hoon?

Jee haan, agar aap TikTok ka istemal karna band karna chahtay hain, to aap apna TikTok account delete kar saktay hain. Is kay liye, apnay profile page par jain, top right corner main diye gaye teen dots par click karain aur “Manage Account” ko select karain. Wahan se, “Delete Account” ko select kar

Ad

21 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here