Table of Contents
DNS Protocol Kya Hai? Hindi Urdu
DNS Protocol Kya Hai?
hmari search WaseemTech1.com ke Server se la ke Data Provide kar de gi
Kya DNS Protocol Hmare Computer Main Bhi Hota Hai?friends jab aap kisi website ko search krte ho bhat sari website mukamal search ho jati hain laikin kuch website hoti hain search nahi hoti laikin ap ko aesa Error dikhaya jata hai
DNS Not Found Error
is ka saaf matlab hai ke DNS ko is website ki IP Address kahi se bhi nihi mil rahi
is problem ko thek krne ke liay DNS Protocol ko ik Local IP Address dain
Local IP Address Kahan Se Mile Ga?
ap jis bhi company ka internet use krte hain wo sabhi companies apni local IP Address provide krte hain laikin ap ke liay behtar ye hai
Google bhi apni ik Local IP Address Provide krta hai ap ko chahiy ke wo IP Address ko apne DNS Protocol main Add kar lain
Local IP Address Ko Add Kesy Krna hai yahan click kar ke treqa sekhain
Local IP Address Kya Hai?
agar hamari search ko kisi website ki IP Address DNS Protocol se nahi milti hai DNS Protocol kya krta hai
agar ap ne local IP Address pehle se Add ki hui ho gi to local IP Address us website ki IP Address ko dhondne main DNS Protocol ki help kre gi
agar ap ne local IP Address Add nahi ki ho gi to DNS Protocol ke paas or koi bhi option nahi hota kisi bhi website ki IP Address ko dhondne ka
phir ap ko DNS Not Found Error dikhaya jata hai
Thanks for sharing your thoughts. I really appreciate your efforts and I will
be waiting for your further post thanks once again.
It’s hard to find knowledgeable people on this subject,
but you sound like you know what you’re talking about!
Thanks