Assalamu alaikum friends yesterday February 2021 ko YouTube ki taraf se raat 11:00 baje YouTube gaming channel monetization ke hawale se kuch update aai Hai
Jo bhai gaming channel ko run karte Hain wo youtubers is article ko ful read Karen kyunki is article mein full detail ke sath mention Kiya Gaya Hai Urdu aur Hindi mein ke YouTube ne kis policy ko update kiya hai
aur Gaming channel YouTube per apni videos ke andar kya kuch use kar sakte hain aur kya kuch use nahin kar sakte Agar wo YouTube ki in policies ko follow nahin karte to unke channel ki monetization ko disable bhi Kiya ja sakta hai ya FIR yellow dollar ka samna karna pad sakta hai or ya fir community guidelines strike bhi a sakti hai
next mein Ham YouTube ki policies ka zikar karte Hain Jo ke HAL hi mein YouTube Team ne update ki hai
So Hi guys this is Waseem so let’s go to WaseemTech1 latest technique
All gaming channel Monetization policy update on YouTube step 1
YouTube ki taraf se aane wali pahli update yah hai ki agar aap apni videos ke thumbnail title tag aur description ke andar kisi bhi kisam ka hateful word use karte ho To aisi Surat Hal main aap aapki us video per ads band ho sakte hain ya FIR aapko community guidelines strike a sakti hai ya FIR green dollar a sakta hai
All gaming channel monetization policy update on YouTube step 2
Agar aap apni gaming video ke graphics ke andar kisi bhi tarah ka sexfull content aur ya FIR ladai jhagade wala content aur hateful content banaa rahe ho ya FIR aap kisi club ke andar gaye aur vahan per buri buri tarah ki harkatein ho rahi hai jaise ke adult industries mein hoti Hai is tarah ka graphics aap apni videos ke andar provide nahin kar sakte Agar aapki videos ke andar is tarah ki kisi bhi policy violation he
to aapki videos ke ads band ho sakte hain ya FIR community guideline strike bhi a sakti hai aur beshumar issues Ban sakta hai aapke channel se related ya FIR aapka new gaming channel Hai To aise channel ko YouTube team monetize nahin karenge
Last Word
So friends yah tha hamara chhota sa article jismein aapko bataya Gaya Hai all gaming channel monetization policy update on YouTube Urdu aur Hindi main jis se aapko samajhne main aasani hoti Hai YouTube apni policies ko English writing mein update karte hain aur ham aapko Urdu ya FIR Hindi ke andar translate Kar Ke acche tarike se batate Hain
jis se aapko fayda hota Hai To ye hi hamara maksad Hai ki aap logon ke liye ahsania paida karna tu aaj ke is article mein bas itna
Agar aapko hamara yah article helpful sabit hua hai to please isko share lazmi Karen aur Agar ab bhi aapka koi question hai all gaming channel monetization policy update on YouTube se related to niche comment Karen main aapko reply jarur karunga I hope you like this my article thank you